Yeh Tumse Keh Diya Kisne Poetry By Sidra Arshad:
Urdu Poetry Is An Ancient Tradition. It Has Many Different Types. It Is Considered As An Important Element Of Our Culture. It Is A Best Way To Express Feelings Of Love, Pain,Anxiety And Suffocation.A Poet Interprets His Inner Feelings And Condition Through His Words.
Yeh Tumse Keh Diya Kisne
Ke Tumbin Jee Paunga
Saansein Le Paunga
Mana Ke Is Nacheez Se
Bahut Sarzad Hui Galtiyan
Ilzam Hai Sar Par
Kayi Waade Todne Ka
Kabhi Waada Jo Kiya Tha
Kayi Waade Nibhane Ka
Ab Nahi Raha Shayad
Main Tere Aitbaar Ke Qabil
Magar Yeh Bhi Sun Lo
Tum Ghar Se Jaanam
Mohabbat Tumse Karta Hoon
Aur Sirf Tumse Karta Hoon
Tumhein Na Chod Paunga
Na Taluq Tod Paunga
Kya Abhi Bhi Shaq Hai
Meri Qalis Mohabbat Par
Jo Tum Meri Mohabbat Mein
Aitbaar Ka Beej Boyogi
Mujhe Tabdeel Paaogi.
By Sidra Arshad
Girlish Beginning ❤️
0 Comments